You are viewing a single comment's thread from:

RE: SEC-S13/W4| "The Role of the Caregiver ♥️ "

in Healthy Steem2 years ago

Agar aapki body mein kisi bhi kism ki bimari present ho to no doubt ismein care ki bahut Zarurat hoti hai lekin aapko agar koi muscular related ya skeletal related problem hai to usmein aapko har waqt ek care giver ki jarurat hoti hai aur main aapke story say smj skta Hun kya aapke uncle ko har waqt Kisi Khayal rakhne wale insan ki jarurat Thi aur yah bahut acchi baat hai agar aapane Unka khyal rakha aur sehat yab hone ke liye unki madad ki aur dusri agar main baat karun ki hamen patient ki kis Tarah care Karni chahie to vah sabse pahle to uski condition per depend karta hai lekin agar Ham teamwork Karen to start se Hi Is Tarah karna bahut fayda mandho sakta hai

Sort:  
 2 years ago 

Jee blkul sai kha ap ny bemari ka lg jana ak aam is bat ha or usy door krna bhot zrori ho jata ha jis maim kbhi kbhar caregiver ki zrorat bhe prti. Allah hum sb ko bemarion sy bchaye Aammeen 🤲