Subah k nashte main mazeedar Paaye
Paaye Pakistan main bohat pasand kiye jate hain aur Pakistan k city Lahore Karachi faisalabad Gujrawnwala main subah k nashte main log paaye khaney ko bohat pasand karte hain aur subah k nashte main log paaye bohat shoq se khate hain ziada tar log bakre k paaye khana pasand karte hain aur cow k paaye bhi log bohat shoq se khate hain sardio main log ziada tar paaye khana pasand karte hain aur paaye naan k saath ziada khana pasand kia jata hai is k ailawa roti k saath bhi paaye khana pasand kia jata hai mujhe bhi paaye khana bohat pasand hai aur main shoq se paaye khata hon