kaan k dard kyun hota hai aur iska ilaj

in #tootke6 years ago

main ne ap ke waste pehcli post main kharish ka ilaj btaya tha e itni bari bemairio main se tu nahi thi lekin agar ho jaye tu bahot hi muskil ho jata hain kiyun k kharish kar kar k insan apny jism ko khrab kar leyta hain aur her time kharish karne se insan acha bahi nai lagta hain is le main ne apko btaua k is se kaise chuktkhra paya ja sakta hain aur uski waja bahi btayii thi kiyun hoti hain

main ap sub k sath aik aur bahot hi nazuk jagha ka pain ka btane laga hon jo jism ka nazuk hisa hota hain aur ye choto baro kisi ko bahi ho sakta hain aur isko kaan ka dard kehte hai aur ye dard bahot hi shahdeed hota hain

ye dard kiyun hone ko hota hain ?

  1. jaisa k kaan aik bahot hi nazuk jagha hone ko hoti hain tu is dard ki kafi waje ho sakti hain aur main sari waje ap sub k sath likhne laga hon

  2. agar kaan main pani chala jaye aur na nikle tu kuch days kaan main hi rehne ki waja se kan main pain hona shro ho jata hain jo k barhta hi jata hain

  3. agar koi khera wagira kaan main chala jaye tu bhi bahot hi pain hone ko hota hain

iska ilaj kaise kar sakte hain

  1. iska sub se bara aur acha hal ye hain k namak le aur usko pani main dal k garm kare jub acha garm ho jae tu us main kuch til le k thori si aggg k oper rakh deyn jub sub kuch achi se hal ho jayee tu usko ag se utar leyn aur 2 din rakh deyn aur 2 din baad pani oper a jaye wo usko aik sheshi main dal k rakh leyn aur roz 2 katre dalne se aram a jata hain


image source :https://www.healthnavigator.org.nz/health-a-z/e/earache/

Sort:  

You got a 23.30% upvote from @minnowvotes courtesy of @urdublog!

You got a 17.13% upvote from @minnowvotes courtesy of @urdublog!

You got a 88.20% upvote from @minnowvotes courtesy of @urdublog!