yarkan kiyun hota hai aur iska ilaj
main apke waste ache ache tootke lata ho jo bemarian aam tor pe hoti hain wese tu bahot hi zaiyda bemarian hone ko hoti hain lekin main ap k waste wohi lata ho jo k aik aam insan ko hoti rehti hai aur btata hon wo kaise hone ko hoti hain aur in se kaise bacha ja sakta hain aur ap sub ko jo bi tootke aur ehtiytat btata ho wo ap zaror kabhi check kare ga ap ko bahot hi faida ho ga
main aj apko aik aur maraz ka bta raha hon jo k kafi logo ko hoti rehti hain aur usko yarkan kehte hain yarkan 2 kism k hote hain aik zard hota hain tu aik kala yarkan hota hain dono hi khatnaak hote hain lekin phele zard hota hain agar uska ilaj na kia jaye tu wo kala ho jata hain
yurkan ki alamat .
1 . Ankho aur jild ka Zard ho jana
2 . thakwat ka rehna
- jism main bukhar rehnaa aur garmi ho jana bahot hi zaiyda
iska ilaj kaise karne ko hain
1 . Haldi ko dahi main mila kar kuch din khane se yurkan khatm ho jata hain
2 . Ganne ka russ main shahid mila kar pene se yurkan khtm ho jata hain
3 . moli ka chilka utar kar raat ko bahir rakh k subha subha khane se yurkan khtm ho jata hain
- chilkaa ko dudh main mila kar kuch din pene se bi kafi aram a jata hain
image source :https://www.britannica.com/science/jaundice
You got a 17.07% upvote from @minnowvotes courtesy of @urdublog!